How to Get Free .tk / .ml / .ga / .cf Domain (Rs.0 me Domain Name khareede)

Share:
How to get Free .tk Domain Name. Get free .ml Domain. Free .ga , .cf Domain name. Freenom.com से .tk .ml .ga .cf फ्री में कैसे ख़रीदे। Get Free Domain Name for 1 Year. Get Domain name @ ₹0
Free .tk .ga. ml .cf Domain Name




Hello dear friend's, aaj me apko bataunga ki aap free Domain name kaise le sakte hai. Ji haa internet par aajkal ek website bahut hi charcha me hai. Jo Free Domain name provide kara rahi hai.

Actually ye apni website aur apne Domain ka advertisement karne ke liye ye company apne user ko 1 year ke liye ise free provide kara rahi hai. 1 year baad aapko isko next year ke liye renew karane ke liye paise dene honge ( matlab aapko 1 saal free me aur dusre saal ka paisa dena hoga.) 

1 saal tak aap apni website se itna to kama hi lenge ki aap agle saal fir se ise use karne ka paisa de sake.
Is Website se aap  .tk   .ml   .ga   .cf    ye chaar Domain name Free me le sakte hai.
In Domain name ko aap Blogger ya Wordpress jaha chahe use kar sakte hai.

Steps to Buy Free Domain Name (.tk .ml .ga .cf) at ₹0

1.) Sabse pehle aapko Freenom.com par jana hai. Yaha aapko search box me apni website/Blog ka name dalna hai jiske liye aap Domain lena chahte hai. Aur search par click karna hai.(ex: yourwebsite)

2.) Ab aapke saamne list open ho jayegi yaha aapki website ka Domain agar available hoga to show ho jayega.

3.) ab ako jo jo Domain chahiye (.tk / .ml . / .ga /.cf) unhe select karle.

4.) aur Checkout par click karde.

5.) ab ye aapse puchega ki aapko domain kitne month ke liye chahiye. baha 12months select kar lijiye aur next karde.

6.) ab yaha aapko "Social sign up" ke aage click here to sign up par click karna hai. aur aapne email ko login karna hai. bas aapko account ban jayega.

7.) Ab aap sabse neeche jaye aur baha aaapko My Domain par click karna hai.

8.) iske baad aapke account se jitne bhi account Domain add kiye honge yaha show ho jayenge.

9.) Agar aapko aur new Domain khareedne hai. to sabse neeche jaye baha aapko Register new Domain par click karna hai. iske baad fir se apni website ka address daal kar Checkout karna hai. that's it bo Domain aapki Domain list me Add ho jayega.
  • .tk / .ml / .ga / .cf  Domain ko Blogger me connect kaise kare. ( Blogger Blog me Domain kaise add kare.)
  • .tk / .ml / .ga / .cf  Domain Adsense support karte hai ya nhi ( .tk / .ml / .ga / .cf  Domain par adsense ads show hote hai ya nhi.)
  • .OOO Domain Free me kaise Kharede @Rs.0 (Top Level Domain)

That's it ab aap isi tarah jitne chahe Domain name buy kar sakte hai. bilkul free without spend any money.
Shiva Saxena

About Shiva Saxena -

Hello everyone, My name is Shiva. I am the Founder of HowkaiseHindi. Here you can learn All Tech Info like as: Computer, Blogging, Android, Internet, How to, Latest Trending news, Gadgets Special Deals and Offers, Gadgets, etc. To know more about us Click Here

OH! You Like This Post, Humari Latest Post ki Notification Direct Apni Email Par Pane Ke Liye Free Subscribe Kare.

No comments