How to connect .tk .ml .ga .cf Domain to Blogger | Blogger Blog me Domain Name kaise Add kare

Share:
Blogger Blog me Domain Name kaise Add kare | How to connect .tk .ml .ga .cf Domain to Blogger | How to add Domain Name to Blogger | Blogger me Domain Name kaise Connect kare.


Hello dear friends, Agar aap Blogger hai. matlab agar aapka bhi Blogger par Blog hai. to aapko usme Domain Name add karne ki jarurat hogi. 

isliye aaj me aap batat hu ki aap kaise apne Blog par Domain Name add kar sakte hai.
Domain Name (.com / .in / .net /.tk / .ml / .ga / .cf / .co.in / .ooo ) ,etc. hote hai. inhe aap online Khareed sakte hai. aur kuch Domain Name jaise (.tk / .ml / .ga / .cf / .ooo) Free me aap le sakte hai. inka koi charges nhi lagta. matlab ye ₹0 rupee me aap 1 year ke liye le sakte hai.

Domain khareedne ke baad aapka kaam ye hota hai. ki Blog me isko implement karna. matlab Blog me isko Add karna / Connect karna.

iske liye aapko Nameserver / DNS set karna hota hai. aaur apka Domain Hame Connect ho hata hai. neechr diye hue steps se aap aasani se Blogger me Domain name add kar sakte hai.

Blogger me Domain Name kaise Add kare | How to Connect Domain Name to Blogger | (.tk / .ml / .ga / .cf) Domain Blogger me kaise Lagaye

1.) sabse pehle Blogger par jakar apna Blog Dashboard open kare. aur Setting > Basic me jakar Blog address me Set a third party url for your blog lar click karna hai.

2.) ab yaha box me aapko jo Domain name buy kia hai bo dalna hai. jaise (www.Howkaisehindi.tk) www lagana jaruri hai. aur save par click karde.

ab aapko Domain ko verify karan hai ki ye Domain jo aapne dala hai bo aaapka hi hai ya aapne aisi hi maje me daal dia hai.

3.) iske liye aapko neche diye hue text/link ko apne Domain ke DNS me dalna hai.

iske lie aapko apne Dot.tk Domain par jaye aur apna account login kare. ab sabse neeche My Domain par click kare. ab apna bo Domain par click kare jise aapne Blogger me dala tha.

4.) ab yaha aapko Manage Freenome DNS par click karna hai. aur neche diye hue image ke jaise yaha enter karna hai.
baaki sab bahi daale jo image me dia hai.  aur isi series me daale. bas mera text/link ki jagah apni text/link daale jo aapko Blogger ne provide ki hai.



5.) ab save karde. aur Blogger bale page par jaye. ab yaha save par bhi save karde. (agar save na ho to isse close kare aur dobara New tab me Blogger Blog Dashboard open kare fir setting me jakar blog adress me domain name daalkar save kare.  Save ho jayega.)

That's it ab aapke Blog me Domain name add ho chuka hai. Humari website ki new aur latest post ki notification paane ke liye Email daalkar subscribe kare. aur Upar pop-up ko allow kare.
agar aapko koi problem phase hoti hai. to aap neeche comment me bata sakte hai. we will solve that shortly.
Shiva Saxena

About Shiva Saxena -

Hello everyone, My name is Shiva. I am the Founder of HowkaiseHindi. Here you can learn All Tech Info like as: Computer, Blogging, Android, Internet, How to, Latest Trending news, Gadgets Special Deals and Offers, Gadgets, etc. To know more about us Click Here

OH! You Like This Post, Humari Latest Post ki Notification Direct Apni Email Par Pane Ke Liye Free Subscribe Kare.

1 comment:

  1. आपका हर पोस्ट बहुत ही जानकारी से भरा हुआ हैं। महत्वेपूर्ण जानकारी देने के लिए धन्य।वाद।
    https://gyanitechnews.com/

    ReplyDelete